Friday, 30 September 2011

Jab Bacha Paida Hota Hai Toh Sara Khandan

Jub bachcha paida hota hai tou saray khandaan
walay usay dekhnay aatay hain.
Bachchay ka baap kehta hai:
“Meray betay ka chehra tou meray pay gaya hai.”
Chacha kehta hai:
“is ke haath paon tou bilkul meray par gaye hain.”
Maa kehti hai:
“iss ki naak meray pay gayi hai.”
Mamu kehta hai:
“iss ke kaan meray par gaye hain.”
Phir jub wohi bacha bara ho kar Larkiyn phansata
ha tou saray khandan walay kehtay han:
“Pta nai haramzada kis pa gaya h?

No comments:

Post a Comment