Tuesday, 6 September 2011

Aj ki achi baat

(Aj ki achi baat)
NAMAZ jagah badal badal k parhni chahye kyunke
woh zameen ka hissa hamra ghawa ban jata hai or 
akhrat me magfirat ka zarea ban jaega.Amal me 30 lak nekiya likh di jati he
Qyamt k din to insan 1neki k lye trse ga.jab tak ye sms 
frwd hota rahga muje or apko es ka ajr milta rhe ga.

Kuch likha tha teri yaad mein

Kuch likha tha teri yad mein
Meray aansuon ny mita diya
Doston sy chupai thi dil ki bat
Meray chehray ny sub kuch bata diya
Meri chahton ka B kiya sila mila mujhay
Jisay toot k chaha aj usi ny mujhko bhula diya
Ik khat likha tha tery nam
Phir apny hi hathon sy usko jala diya
Gila krna mera pesha nahi tery dedaar ki hasrat hai ""MOHSIN""
Aa k dekh teri muhbat ny mujhko kiya sy kiya bana diya.

Har baar ki tarha is bar b teri yaad mein ansu

Har bar ki tarha is bar b teri yad main ansu bahaon ga.
Main eid nhi manaon ga.
to a ya na a main tjhe manaon ga tere yad se mera rshta kal b tha aj b ha
main tum ko tunhai main wafa ban k yad aon ga main 
tere bin eid nhe manaon ga hum tu ehle wafa hain jo
situm karo ge seh jaon ga A dost
Lakin tu khud b maaf na kar pay ga
Main tere bin eid na manaon ga.